Pita - My father
Pita mai tumhara ansh hu
pita mai tumhare sang hu
pita tum bin mera astitva nahi
pita tum bin mera koi saccha mitra nahi
pita tum bin is jeevan ka arth nahi
pita tum bin is dharti par swarg nahi
pita tum bin ishwar satya nahi
pita tum mere aadhar shila ho
pita tumhe koti koti naman hai
Pita mai tumhara ansh hu
pita mai tumhare sang hu
pita tum bin mera astitva nahi
pita tum bin mera koi saccha mitra nahi
pita tum bin is jeevan ka arth nahi
pita tum bin is dharti par swarg nahi
pita tum bin ishwar satya nahi
pita tum mere aadhar shila ho
pita tumhe koti koti naman hai
No comments:
Post a Comment